its okay

Originally posted on minahil :
5 years later: she asked to herself that if its okay to cry . and then she replied to herself yes its okay to cry you can cry because no one is here to saw you. crying doesn’t makes you weak , it makes you strong , strong enough to face…

Read More its okay
Featured

faces 2 person 1

“i laugh and smiles in public but cries and screams in dark”   in today’s world every person has many faces . he showed some to the world but hide some from the world. why?  because his biggest fear was the people . he was scared that people might judge him . he was suffering with anxiety and depression […]

Read More faces 2 person 1
Featured

“ANDHARY SAY ROSHNI KI TARAF ” “AND PUT YOUR TRUST IN ALLAH, AND SUFFICIENT IS ALLAH AS A TRUSTEE/DISPOSER AFFAIRS” _________________________________________________________ ALLAH TESTED NUH WITH A FLOOD, IBRAHIM WITH A FIRE, YA’QUB WITH BLINDNESS, YUSUF WITH SEPARATION, AYYUB WITH ILLNESS, MUSA WITH TYRANTS, HARUN WITH BETRAYAL, YUNUS WITH PATIENCE, SULAYMAN WITH A KINGDOM AND DAWUD WITH WAR (AS) TESTS WILL COME NEVER SAY “WHY ME?” I said : My sins are so many . Allah said : “and who can forgive sins except Allah ?”(3:135) I said : do not leave me . Allah said : “so remember me, I will remember you.”(2:152) I said : I am facing lot of difficulties in life . Allah said : “and whoever fears Allah ?he will make for him a way out .”(65:2) I said : I have many dreams that I want to come true . Allah said : “call upon me ,I will respond to you.”(40:60) ________________________________________________________________ CHAPTER :1 “DUA Or KISMAT” Kahtay hayn hota vohi hay jo qismat may likha hota hay . koshish jitni marzi kar lo qismat ka likha nahi badla ja sakta . Kai saal pahlay ye mari sooch thi jo k ak insan nay asi badly k mano zindagi jeena ka tareeqa hi badal dia ho. “DUA” “Badal dati hay dua kismat Ki ho agar khuloosay dil say” Ye ilfaaz sunai diyay mujy jab may darbar may bethi roo rahi thi . Mary chehray say mayoosi kay asar vaziha thy or yun maloom hota tha mano may nay har man li ho , is duniya may majood har shaks say , har cheez say , har khushi say , har gham say , tamam halaat say ! Peachy mur kay awaz ki talash karnay par ak bazurq nazar aty hayn . un ko dekh kar maloom hota tha k duniya ki parwah nahi unhy or apny hi haal may mast insan hayn . mujy maloom na tha k vo kafi dair say mary peachy khary thy . Maray or mary rab kay darmiyaan ki guftagoo sun rahy thy ……. May nay tashweesh nigahoo say jab un ki taraf dekha tu vo mari ansoo say bhari lal ankhyn dekh kar muskura diyay . Mujy ye baat nagawar guzri or soocha k ye mary haal par bilkul usi tarah muskura rahy hayn jasy baqi log mara tamasha dekh kar muskuraty hayn . may nay gussay say moo phara or darbar kay bahir ki taraf nikal pari . Jab may darwazy ki taraf qadam barhany wali thi unho nay vhi lafz dohray “ badal dati hay dua qismat Ki ho agar khuloosay dil say” Mary qadam mano jam gay ho or agy bharnay ko tayar na hon . may nay un ki taraf dekha tu vo mari taraf ay or mary sar par hath phaara . or vo ak diwar k sath ja kar beth gay or tasbeeh parhny lagy . May un kay pass ja k beth gai or poochna chaha k dua kismat waqai badal dati hay? Mary ilfaaz abhi moo say niklay bhi na thy k vo bolay : “ beta dua karna rab nay khud banday ko sikhaya hay or rab jab kuch sikhata hay na tu us peachy hazaro raaz poosheeda hoty hayn . jin may say kuch hum janty hayn or kuch humay maloom nai hoty or kuch humary dhoondny par afshaan hoty hayn .” “baba gi Allah nay insan ko ku bnaya hay ?” “ beta us rab nay insan ko sirf apni ibadat kay liyay kakhleeq nai kia us nay tu insan ko is liyay takhleeq kia hay k insan us say mangay us say dua kary . us nay insan ko galtioo ka putla is liyay banaya hay k insan galtiyaa karta rahy or vo parda dalta rahy insan mafiyaa mangta rahy or vo maafiyan deta rahy . insan shikwaa karta rahy vo baskhta rahy . insan girta rahy vo sahary deta rahy. Insan andharoo ki taraf chaly vo andharoo may bhi roshni paida kar day . insan apna bura chahy vo us ki bhalai kay saman paida karta rahy . Vo rab apnay banday say 70 satar mao say ziada piyar karnay wala hay Phir bhi agar vo rab apnay banday ka zara sa imtehaan lay lata hay tu banda rab say sawal shuro kar data hay k mary sath hi asa ku mary sath hi ku .. or vo bhool jata hay k us k rab nay kitna kuch ata kia hay usay jis ka vo tasawur bhi nahi kar sakta tha …..”

Read More “ANDHARY SAY ROSHNI KI TARAF ” “AND PUT YOUR TRUST IN ALLAH, AND SUFFICIENT IS ALLAH AS A TRUSTEE/DISPOSER AFFAIRS” _________________________________________________________ ALLAH TESTED NUH WITH A FLOOD, IBRAHIM WITH A FIRE, YA’QUB WITH BLINDNESS, YUSUF WITH SEPARATION, AYYUB WITH ILLNESS, MUSA WITH TYRANTS, HARUN WITH BETRAYAL, YUNUS WITH PATIENCE, SULAYMAN WITH A KINGDOM AND DAWUD WITH WAR (AS) TESTS WILL COME NEVER SAY “WHY ME?” I said : My sins are so many . Allah said : “and who can forgive sins except Allah ?”(3:135) I said : do not leave me . Allah said : “so remember me, I will remember you.”(2:152) I said : I am facing lot of difficulties in life . Allah said : “and whoever fears Allah ?he will make for him a way out .”(65:2) I said : I have many dreams that I want to come true . Allah said : “call upon me ,I will respond to you.”(40:60) ________________________________________________________________ CHAPTER :1 “DUA Or KISMAT” Kahtay hayn hota vohi hay jo qismat may likha hota hay . koshish jitni marzi kar lo qismat ka likha nahi badla ja sakta . Kai saal pahlay ye mari sooch thi jo k ak insan nay asi badly k mano zindagi jeena ka tareeqa hi badal dia ho. “DUA” “Badal dati hay dua kismat Ki ho agar khuloosay dil say” Ye ilfaaz sunai diyay mujy jab may darbar may bethi roo rahi thi . Mary chehray say mayoosi kay asar vaziha thy or yun maloom hota tha mano may nay har man li ho , is duniya may majood har shaks say , har cheez say , har khushi say , har gham say , tamam halaat say ! Peachy mur kay awaz ki talash karnay par ak bazurq nazar aty hayn . un ko dekh kar maloom hota tha k duniya ki parwah nahi unhy or apny hi haal may mast insan hayn . mujy maloom na tha k vo kafi dair say mary peachy khary thy . Maray or mary rab kay darmiyaan ki guftagoo sun rahy thy ……. May nay tashweesh nigahoo say jab un ki taraf dekha tu vo mari ansoo say bhari lal ankhyn dekh kar muskura diyay . Mujy ye baat nagawar guzri or soocha k ye mary haal par bilkul usi tarah muskura rahy hayn jasy baqi log mara tamasha dekh kar muskuraty hayn . may nay gussay say moo phara or darbar kay bahir ki taraf nikal pari . Jab may darwazy ki taraf qadam barhany wali thi unho nay vhi lafz dohray “ badal dati hay dua qismat Ki ho agar khuloosay dil say” Mary qadam mano jam gay ho or agy bharnay ko tayar na hon . may nay un ki taraf dekha tu vo mari taraf ay or mary sar par hath phaara . or vo ak diwar k sath ja kar beth gay or tasbeeh parhny lagy . May un kay pass ja k beth gai or poochna chaha k dua kismat waqai badal dati hay? Mary ilfaaz abhi moo say niklay bhi na thy k vo bolay : “ beta dua karna rab nay khud banday ko sikhaya hay or rab jab kuch sikhata hay na tu us peachy hazaro raaz poosheeda hoty hayn . jin may say kuch hum janty hayn or kuch humay maloom nai hoty or kuch humary dhoondny par afshaan hoty hayn .” “baba gi Allah nay insan ko ku bnaya hay ?” “ beta us rab nay insan ko sirf apni ibadat kay liyay kakhleeq nai kia us nay tu insan ko is liyay takhleeq kia hay k insan us say mangay us say dua kary . us nay insan ko galtioo ka putla is liyay banaya hay k insan galtiyaa karta rahy or vo parda dalta rahy insan mafiyaa mangta rahy or vo maafiyan deta rahy . insan shikwaa karta rahy vo baskhta rahy . insan girta rahy vo sahary deta rahy. Insan andharoo ki taraf chaly vo andharoo may bhi roshni paida kar day . insan apna bura chahy vo us ki bhalai kay saman paida karta rahy . Vo rab apnay banday say 70 satar mao say ziada piyar karnay wala hay Phir bhi agar vo rab apnay banday ka zara sa imtehaan lay lata hay tu banda rab say sawal shuro kar data hay k mary sath hi asa ku mary sath hi ku .. or vo bhool jata hay k us k rab nay kitna kuch ata kia hay usay jis ka vo tasawur bhi nahi kar sakta tha …..”